Abb na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota mota Haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe aaya tere Jhak maar ke Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota mota Haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe aaya tere Jhak maar ke Tujhpe na aitbar mujhe Fika lage tera pyaar mujhe Main na banaoon dildaar tujhe Saare sapne te jhoote ab tak pyaar ke Dil jaane rab jaane Na khabar pe main tere ab dil haar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe aaya tere jhak maar ke Jab jab yaara dhoondo tuhjko Paa loon main khud ko hi tu hi hai mera pata Duniya bhar ki kasme kha kar Karke vaade kehta hoon aagey se na hogi khata Ho tujhse ab na mohabbat hai Teri na mujhko zaroorat hai Meri toh aisi surat hai Lakh jaayenge yahan ab dil haar ke Laakhon mein ek main hu Koi aaye na aagey ab iss yaar ke Galati se galati ki Kabhi pichhe pichhe aaya tere Jhak maar ke Jhak maar ke Jhak maar ke Teri ankhon mein doobi main Dekhun apni akhon ko o beeti yun hi saari umar Teri baahon mein lipti main Meri baahon mein tu ho o duniya ki ho na khabar Ho na zaroorat baaton ki Mile lakido haaton ki Saalon se umar ho raaton ki Aise bhi dekhe dono pal pyaar ke Kal aise pal aise Aani teri meri chaahton ko ikraar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe aaya tere Jhak maar ke Ho tujhpe na aitbar mujhe Fika lagey tera pyaar mujhe Main na banaoon dildaar tujhe Saare sapne te jhoote ab tak pyaar ke Dil jaane ho rab jaane Na khabar pe main tere ab dil haar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe aaya tere Jhak maar ke | ||||||||||||||||||||||||||||||||||
|
Wednesday, 2 November 2011
Ishq Risk..awsome
koi bole dariya hai
kaisa, kaisa hai isq
koi maane sehra hai
kaisa, kaisa hai isq
koi sone sa tole re
koi maati sa bole re
koi bole ke chandi ka hai chhura
hota aise ye mauke pe
roka jaaye na roke se
achcha hota hai hota ye bura
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
muskilon mein ye daale
jo bhi chahe kara le,
badle ye dilon ke faisle,
man ka mauji,
isq to ji
albeli si raahon pe le chale
koi peechhe na aage hai
phir bhi jaane kyun bhaage hai
maare isqe ka isqe ka dil mera
isqe uske ye hisse mein
tere mere ye kisse mein
maula seekhe bin seekhe bin de sikha
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
ga ga ga ga ga ma ga
ga ga ga ga ga ma ga
ga ga ga ga ga ma ga re sa re dha ni
(Aalaap)
naina laage to jaage
bina dori ya dhaage
bandhte hain do naina khwaab se
na ata ho na pata ho
kore naino mein koi aa base,
iska uska na iska hai
jaane kitna hai kiska hai
kaisi bhaasa mein bhasa mein hai likha
isqe uske ye hisse mein
tere mere ye kisse mein
maula seekhe bin seekhe bin de sikha
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
kaisa, kaisa hai isq
koi maane sehra hai
kaisa, kaisa hai isq
koi sone sa tole re
koi maati sa bole re
koi bole ke chandi ka hai chhura
hota aise ye mauke pe
roka jaaye na roke se
achcha hota hai hota ye bura
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
muskilon mein ye daale
jo bhi chahe kara le,
badle ye dilon ke faisle,
man ka mauji,
isq to ji
albeli si raahon pe le chale
koi peechhe na aage hai
phir bhi jaane kyun bhaage hai
maare isqe ka isqe ka dil mera
isqe uske ye hisse mein
tere mere ye kisse mein
maula seekhe bin seekhe bin de sikha
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
ga ga ga ga ga ma ga
ga ga ga ga ga ma ga
ga ga ga ga ga ma ga re sa re dha ni
(Aalaap)
naina laage to jaage
bina dori ya dhaage
bandhte hain do naina khwaab se
na ata ho na pata ho
kore naino mein koi aa base,
iska uska na iska hai
jaane kitna hai kiska hai
kaisi bhaasa mein bhasa mein hai likha
isqe uske ye hisse mein
tere mere ye kisse mein
maula seekhe bin seekhe bin de sikha
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
Subscribe to:
Posts (Atom)